Hajj
Hajj is obligatory once in a lifetime. The Hajj is the pilgrimage to Mecca, Saudi Arabia. It is the fifth pillar of Islam, a religious duty that must be carried out at least once in their lifetime by every able-bodied Muslim who can afford to do so. The Hajj is a demonstration of the solidarity of the Muslim people, and their submission to God (Allah in the Arabic language).The pilgrimage occurs from the 8th to 12th day of Zil-Hajj, the 12th and last month of the Islamic calendar. Those people who Allah has given wealth and he intended to take it every year. But he does not knows will survive or not until the next Hajj. So who's still on fortunately should be proud and thankful to God that this time was fortunate.
Hajj
Hajj zindagi mein aik martabah farz hai dur daraz ke mulkon mein rehne walon aam musalman bari mushkil aur bari aarzuon aur tamannayon ke baad in moqamaat haj tak puhanch pate hain aur jinhein Allah ne dolat di hia who chahe har saal yahan punchne ka iradah rakhein lekin inhein kia pata keh aayindah haj tak who zindah rahein ge ya nahi, lehaza haj karne wale khush nasibon ke apne maqaddar par naz karna aur khuda ka shukar ada karna chahiye keh inhain yeh moqa nasib hua, aur puri ahtiaat aur shariyat ki pabandi ke sath haj karna chahiye keh in ki mehnat-o-koshish rayigan na hua balkeh haj maqbul ho. Haj ki qabulyat ke liye jo cheezen buhat ahum hein inhein khud Allah taala ne biyan farma dia
Tarjuma : lehaza jo in mein (haj ke mahinon mein haj ki niyat ker le to ise be hayayi ki batein, nafarmani aur jhagra jaiz nahi haj ke dinon mein aur tum jo nek kaam karo Allah ise khub janta hai aur saman safar taiar karo aur be shak sab se behtar saman parheiz gari hai aur aye aqal walo mujh se darte raho (sura-Baqra ayat no-197)
Nabi kareem farmate hein. Jis ne Allah ke liye hajj kia be hayai aur gunah ke kaamon se bacha raha to who Haj se aisa wapis hoga jaise aaj hi us ko is ki maan ne jana hai.

Comments
Post a Comment