Skip to main content

Posts

Surah Al-Fatiha # 6-7

.. Surah Al-Fatiha # 6-7 ہمیں سیدھا راستہ دکھا، اُن لوگوں کا راستہ جن پر تو نے انعام کیا نہ جن پر تیرا غضب نازل ہوا اور نہ وہ گمراہ ہوئے Take us on the straight path, The path of those on whom You have bestowed Your Grace, Not of those who have incurred Your wrath, nor of those who have gone astray.

Teri Azmaton Se Hoon Be Khabar

Teri Azmaton Se Hoon Be Khabar Yeh Meri Nazar Ka Qasoor Hai Teri Raah Guzar Mein Qadam Qadam Kahin Arsh Hai Kahin Toor Hai Yeh Baja Hai Malik e Do Jahan Meri Bandagi Mein Qasoor Hai Yeh Khata Hai Meri Khata Magar Tera Naam Bhi Toa Ghafoor Hai Yeh Bata Tujh Se Miloon Kahan Mujhay Tujh Se Milna Zaroor Hai Kahin Dil Ki Shart Na Dalna Abhi Dil Gunahon Se Choor Hai TU Bakhsh Day Meray Ssb Gunah Teri Zaat Raheem o Ghafoor Hai

Banai Kiya “KHUDA” Ny Roshan Surat “Mohammad” Ki

Banai Kiya “KHUDA” Ny Roshan Surat “Mohammad” Ki, Howy Asshiq Wo Jis Ny Daikh Li Soorat “Mohammad” Ki, Kamal-e-Husan-e-”Yousaf” Per Faqat Aashiq Hoi “Zulaikha” Thi, “KHUDA” Khud Jis Pe Aashiq Hai Wo Sorat Hai “Mohammad” Ki, Musalmanon Ko Jab Jannat K Derwazy Per Rokein Gay, Hukam Ho Ga K Jany Do Yay “Ummat” Hai “Mohammad”